Chocolate cream cake recpie without oven by Rida’s kitchen❤
Chocolate cream cake recpie without oven by Rida’s kitchen❤

Hello, I am Elise. Today, we’re going to prepare chocolate cream cake recpie without oven by rida’s kitchen❤ recipe. Never miss today’s recipe. This is a easy recipe to try and is one of my family food recipes. This time, I will make it a little bit tastier. This will be really delicious. Not to mention, it’s super satisfying.

Chocolate cream cake recpie without oven by Rida’s kitchen❤ Recipe

Chocolate cream cake recpie without oven by Rida’s kitchen❤ is one of the most well liked of recent trending foods in the world. It is easy, it is fast, it tastes yummy. It’s enjoyed by millions every day. They are nice and they look wonderful. Chocolate cream cake recpie without oven by Rida’s kitchen❤ is something that I have loved my whole life.

To get started with this particular recipe, we have to first prepare a few components. You can have chocolate cream cake recpie without oven by rida’s kitchen❤ using 18 ingredients and 23 steps. Here is how you cook it.

The ingredients needed to make Chocolate cream cake recpie without oven by Rida’s kitchen❤:

  1. Get Chocolate sponge ingredients👇
  2. Make ready 4 Eggs
  3. Get 1/2 cup Sugar
  4. Make ready 1 tsp Vanila/chocolate essence
  5. Take 10 tablespoon Flour
  6. Prepare 2 tablespoon Cocoa powder
  7. Prepare 1 tsp Baking powder
  8. Get Cake mold size (7 / 8 inch)
  9. Get Chocolate whipping cream ingredients👇
  10. Get 1 cup Cold Whipping cream
  11. Get 6 tablespoon Powdered sugar
  12. Make ready 4 tablespoon Cocoa powder
  13. Make ready Sweet milk ingredients👇
  14. Make ready 1 cup Milk
  15. Get 3 teaspoon Sugar
  16. Take Cake topping (optional)
  17. Prepare Choco chips to taste
  18. Prepare Piping bag,nozzle for decoration(optional)

Instructions to make Chocolate cream cake recpie without oven by Rida’s kitchen❤:

  1. Sb se pehle chocolate sponge banayen gay uske liye aik bharay size ka bowl lein or uss mein eggs,sugar add krein or phir in dono cheezon ko electric beater se 5 se 6 minutes ke liye beat krein…agr apke pass electric beater nai ha to ap uski jaga hand beater ya hand whisk use krlein us se b anday beat hojaayen gay..INSHALLAh
  2. Jab adnay beat hojayen mtlb creamy form mein aajen to es meim vanila ya phir chocolate essence add krein agr chocolate essence nai ha to vanila essence hi daal lein..ye essence daalna bohot zaroori ha agr ap nai daalain gay to cake se andon ki smell eye gea or phir koii b nai khaye ga…essence dalne ke baad ache se mix krein…es cake mein oil makhan ghee kch b istemal nai hoga ye oil free banta ha
  3. Ab andon wale mixture mein hum dry ingredients add krein gay mtlb aik stainer mein flour,cocoa,baking powder add krein chaan kar
  4. Sb dry ingredients add krne ke baad beater se aik hi direction mein mix krlein tqreenan 6 se 7 second ke liye minutes nai seconda ok
  5. Achay se mix krne ke baad beater ko side par krein or spoon ya spatula se halke haathon se mix krein over mix nai krna warna hamara cake ka batter khrab hojaye ga
  6. Ab batter ko side par krein or aik cake ka mold mein 1 tsp oil add kar ke us ko achy se poore mold mein laga dein or uss par aik koi b register ka page laga dein or opper b 1/2 tsp oil laga kar ache se grease krdein
  7. Achay se grease krne ke baad saara batter mold mein add krein.
  8. Ab jese ke hum without oven means pateelay mein cake bana rahein hain to apne aik bhare size ka pateela lena ha uss mein halki si layer namak ki dalni hai or koi n steel ki plate,bowl, ya stand jo b apke pass hai wo ulta kar ke rakh dena ha or cover kar ke low to medium flame par preaheat hone dena ha mtlb ke garam hone dena ha or aik tip ha apke liye ke ap jab cake banane lagy to sb se pehle pateela stove par rakh dein taake wo jldi garam hojaye
  9. Ab mold ko pateelay mein rakh kar 28 se 30 minute ke liye low to medium flame par bake krlein(or aik baat ke jab apne cake ko pateelay mein rkhna ha to baar baar dhaman khol kar nai dekna wrna cake rise nai hoga theak ha
  10. Ab jab tak cake banta ha to hum sweet milk bana lete hain mtlb cake ko soaked krne ke liye syrup bana lete hain..ap paani se b bana saktein hain lekin mein doodh se bana ri hoo…acha esko banane ka tariqa bohot hi simple ha apne aik bowl mein milk add krna ha (room temprature) matlb ke doodh thanda nai hona chahye es mein powdered sugar add krni ha or ache se mix kar ke side par rakh dena ha
  11. Ab cake hamara bake hoke aagya ha es ko room temprature par aane dein gay mtlb thanda hone dein gay(fridge mein rakh kar thanda nai krna aese hi kitchen mein rakh dein)
  12. Jab cake thanda hojaye to us ki side ko knife se seprate krei or phir cake ke mold ko aik plate par rakh kar cake nikal lein
  13. Ab cake ko cut krein gay apki mrzi hai ap 2 layers mein cut krna chaahte hain to 2 layers mein cut krlein or agr 3 layers mein cut krna chaahte hain to 3 layers mein cut krlein
  14. Cut krne ka tAriqa ye hai ke apne cake ke opper halka sa haath rkhns ha or cake ki knife ko aik hi direction mein chalana ha mtlb ke rukna nai ha..wrna cake si cut nai hoga tension nai lene bs cut krdena ha easily cut hojaaye ga
  15. Jab cake cut hojaye to us ko side par rakhein gay or chocolate mouse tyaar krein gay mtlb ke whipping cream
  16. Chocolate mouse banane ke liye sb se pehle thndi whipping cream lein gay us mein powdered sugar or cocoa powder add kar ke mix krlein gay jab ye ache se mix hojaaye gea to phir electric beater on krein gay or 5 minute ke liye beat krein gay…agr apke pass electric beater nai ha to apne aik steel ka koi sa b bartan lena ha or uss mein baraf daal deni hai or phir uss baraf ke opper cream wala bowl rakh kar hand beater se mtlb ke whisk se beat krlena ha es trh b cream whiped honaati ha
  17. Jab cream whiped hojaye to ab hum cake ki designing krein gay.. - apne aik cake ka stand lena ha agr wo nai ha to koi b plate lein lein.. - Es ke opper thori se cream lagani ha or aik cake ki layer rkhni ha or phir es cake ki layer par ache se sweet milk lagana ha spoon ki help se bohot ache se apne lagana ha jitna ziyda ap sweet milk lagayen gay utna hi cake moist banay ga ab ye ap par depend krta hai ke apko kitna moust cake psnd ha.. - Ache se milk lgane ke baad ab cream lagayen gay or
  18. Phir cream ke opper choco chips add krein gay ye mrzi ha apk nai daalna chaahte to nai daalein…ab 2nd cake ki layer rakhein gay or uss par b same esi tarah se mill,cream,wghera lgayen gay
  19. Lr ache se cream set krne ke baad cake ki designing krein gay…jo cream bach jaaye gea usko aik piping bag mein fill krein gay
  20. Phir cake par drops laga dein gay mtlb ke designing krdein gay agr ap designing nai krna chaaahte to ap simple cake b bana saktein hain
  21. Ab cake ready ha es ko fridge mein rakhein gay 3 se 4 hours ke liye….jitna cake thanda hoga utna mze ka taste lagay ga
  22. To 4 ghnton baad cake ko cut krein gay…yaqeen krein ye cake itna mze ka hota ha ke ap bakery ke cakes bhool jayen gayy…mere kehne par ye cake ki recpie zroor try krein or mjhe feed back dein
  23. Or agr apko recpie ki smjh nai aaye to ap youtube par Rida’s kitchen likh kar search krein or mere youtube channel ka visit krlein us par ye recpie ki video mein ne upload ki hoey hai….thanku☺

So that’s going to wrap it up with this distinctive dish chocolate cream cake recpie without oven by rida’s kitchen❤ recipe. Thank you very much for reading. I am sure that you will make this at home. There’s gonna be more interesting food in home recipes coming up. Don’t forget to save this page in your browser, and share it to your family, colleague and friends. Thank you for reading. Happy cooking.

Tags: Chocolate cream cake recpie without oven by Rida's kitchen❤ Recipe